दुमका के कपड़ा बैंक गरीबों के लिए बन रही वरदान

Dumka me kapda bank achhe se chal rha h. Jaruratmando k bich utsah dekhi gyi. Mai bank ja rhi thi to ek रिक्शेवाले ne bht hi fta hua aur ganda kapda pahan rakha tha. To maine use bank le jakr kapde aur sharwat Diya to wo bola nhi didi mere paas paise nhi h jb maine use kha ki paise nhi lagenge aap nishulk diya ja rha h wo rone lga aur bht दुआएं di. Sdo sir ki is soch pr naman jinke karan kisi gareeb k chehre pr muskaan aayi.